Friday, May 26, 2017

BEST HINDI SHAYRI

*******Best Shayri in hindi new composed******

****************************************

  Ankhon se chhalkati in shabnam ki boondo me
  aaj bhi tumhi barsate ho......................

   ************************************
   
 Banke ajnabi mile the zindagi safar me 
in yadon ke lamhon ko mitayenge nahi....
Agar yad rakhna fitrat hai aapki
To wada hai ham bhi aapko bhulayenge nahi....

**************************************
Mere chehre par hasee la sakte ho ..
Kya tum mere liye wapas aa sakte ho
Kyonki hamari kahani tere bina adhuri hai....

**************************************
Koshish-e-fana hone ki isaq me tere
na khwahish kuchh aur chahta hoon
sath tere isaq me jindagi gujar jaye
duaa-e-rab se har roj mangata hoon
wasata tujhse mera hai chandni chakor sa
tamanna-e-jindagi bhar bas tera pyar mangta hoon.....

****************************************

Ek ajnabi apna banake mujhe lut gaya
Jo kahta tha sath tere chalenge har kadam par 
Sath uska chhut gaya
Basake rakha tha jisko aine dil ke ashiyane me foolon ki tarah
Bas ek toofan aaya aur mera yar mujhse ruth gaya

******************************************
Bichhad ke tumse jeena iskadar mujhe raas na aaya
tera yun ruth ke mujhse doir jana mujhe raas na aaya
Sochta hoon milke khuda se shikve karunga ek din
Aakhir jisko  main  duniya samajha
usko hi kyon khud se door paya.................

Aaj uski yaad mere seene vich sama gayi
dil dhadka joron se wo dhadkane badha gayi
Ek pal me kho gaya main yadon ke shahar me kisi gumnam ki tarah
Laga ek pal jaise wo paas mere aa gayi........

Gujarish-e-khuda tujhse ek aaj karta hoon
paas laade usko mere 
jiska intajar main din raat karta hoon
Bichhad ke jeena mumkin nahi lagta jiske bina 
uske deedar di tujhse duaa karta hoon.........

Ye najren dhoondhti hain bethaasa tumko
kash tum hi tum har jagah hote...
Dhadkane lagti ye dhadkan aate hi teri yad
Kash tumhi mere dil ki dhadkan hote.....

***********************************************

Jab karenge ham koyi bhi guftgoo 
kahi teri bat bhi aayegi
Vo jo tere sath me gujre din
 kabhi koyi raat bhi aayegi 
Tu jo muddaton se dikha nahi
Koyi yaad se na gaya.............

Mahkati shama bahkati ghata in hawaon ne tumko pukara hai
rimjhim se barsate chale aao mausamm ka khub ishara hai
Ab to barsate chale aao ki bahen tarsati hain...
Bas tere intjar me mera ye nadan dil aawara hai....

*******************************************

Tu alvida hone se pahle kuchh ehsaas chhod gaya....
Sochta hoon to aankhon se aanshu rukne ka 
naam hi nahi lete.............

********************************************
Ek tamanna hai deedare muhabbat ki 
na jaane kab uthengi yenajren tere raham o karam ki
Sajde me tere bichha dun main duniya
Layengi jis din ye hawayen bahar-e-chaman ki.....

Bahut Rulati hain ye mujhko teri yaden
Kaash teri tarah ye bhi mujhse door chali jati..........

Gar mil jaye tujhe fursat -e-jamane se kabhi 
to milne jarur aana........
Tujhe teri yaaden wapas lautani hain

Gar tum sath ho mere sathiya to mano sabkuchh bahut haseen hai
Dekhun jahan main door talak to ye duniya rangeen hain
lekin main to wo chand hoon tere aashiyane ka
 jisme tum bin kahan chandni hai...............
Tera ek sath hi to bas meri jindagi hai......

*********************************************
Tere khwabon me main hoon ya nahi ye main nahi janta
par meri saanson me aaj bhi tumhi dhadkte ho.......

Ek shama tha teri chahat ka jo hawaon sang bah gaya
ab na tu hai na tera nishan hai....
bas ye mera tanha sa dil rah gaya
Wada to tune bhi kiya tha yun sath umra bhar dene ka
fir tu waqt se pahle kyon badal gaya..........

Na rahi aur koyi tamanna ek bas tujhe pane ke bad
badla -badla sa hai ye dil tere bas jindagi me aane ke bad
Gujar jayen ye lamhe yun hi tum sang jindagi ke...
na rahe koyi khwahish-e-dil me tere aane ke bad

Tujhe waqt na mil saka do kadam sath mere chalne ka
aur meri shayad jindagi hi tere naam ho gayi
Gujarte rahe yun hi tanhayion me muhabat ke ye lamhe
Aur bas bhatkate-bhatkate ye sham ho gayi.

**********************************************

Yun hi na katata jindagi ka ye tanha safar 
Gar koshish ye muhabbat teri bhi hoti...........

Ye raten ye din ye mausam ye hawayen
aaj bhi waise hi hote hain .........
Bas tere bina ye sab adhure se lagte hain.

Aaj fir se aa gayi ye barsaat teri yaad lekar
jisme bheege the ham tujhko sath lekar
Chahat-e-dil ki meri yun dhadkane badha gayi
aur gujrati rahi ye hawayen bas teri baton ka ehsaas dekar.

***********************************************
Ye barsate badal ye bahati hawayen kuchh kahati hain
ye aankhen meri teri yadon me harpal barsat hain
Rahat to hoti mere is dil ko tere paas hone se magar
kuchh majbooriyan jo tere mere darmiyaan rahti hain

Na meri na teri fir ye kaisi majboori thi
tu raha mere paas lekin dil se dil ki doori thi
Tu badalkar meri jindagi chal diya jaise
ye hamari kahani likhi hi adhuri thi......

Jindagi ke chand pal chura gaya koyi
pas aakar apna ana gaya koyi
Dar lagta hai mar na jaun juda hokar
iss kadar mere dil me ghar bana gaya koyi
jindagi veeran hoti hai muhabbat ke bina
iss bat ka ehsas dila gaya koyi
jis gulshan me na khile hon kabhi chahat ke fool
uss gulshan me chaman-e-bahar khila gaya koyi
Sunta aaya tha ab tak kissa deewanon ka
Aaj 'Jeet' ko bhi deewana bana gaya koyi.

*********************************************

Koshishen hajar ki bhoolne ki tujhe
par tanha jindagi me sirf tu hi yaad aayi
Bhatkta raha teri talash me ye dil kyonki
tere jaisi koyi raas na aayi................

**********************************************
Wajah to bahut hain tujhe bhool jane ki
magar is dil ko tasalli dene ke liye
tujhe na bhoolne ki sirf ek wajah kafi hai...........PYAR

Gujro kabhi mere dil ke ashiyane se
mahkati in hawaon ki tarah
Faila do tum apni julfen mujhpar
 machalti in fizaon ki tarah
Bin tere mujko aye hamdam suni-suni si sham lage hai
Yad mujhe aur kuchh na aaye 
pyara ik bas tera nam lage hai
Barsat badal kuchh karen ishara is dil me dhadkati sanson ki tarah
Aa jao bas paas mere tum bheegi-bheegi raton ki tarah......

************************************************

In akhiyon me khwab hain aur khwabon me tu hai
maanta hai dil mera bas tu hi tu har kahi hai
Dekhta hoon jo khwab har roj teri yaad me
tu hi to unka savera hai
Tu hi ek wajud hai meri jindagi ka mere hamsafar
Warna meri is jindagime sirf aur sirf andhera hai.

 Tu nahi bas teri yaaden hain is dil me
jo tumse na kar saka wo bate hain is dil me
Hasrat hai ki tera saath ho sathiya
to duniya ki har khushi ho is dil me
lekin karni hain jo tum se 
wo waki kuchhh fariyaden hain is dil me

Bahut satati hai teri yaad mujhe
Kaash teri tarah ye bhi mujhe bhool jati............

Mujhe gar pata hota taqleef itni hogi door rahkar tumse
to main tujhse najraen milane ki kabhi jurrat na karta..........

Nam-e-muhabbat jahan dekhta hoon
khwabon me tujhko wahan dekhta hoon
Lagti hai tu fir tamanna samandar si 
lahren main uthati jahan dekhta hoon
Hawaon me bahti ehsaas hai tera
fizayen mahkati jahan dekhta hoon..
Chukar o gujra is dil ko mere 
wo bahkata huaa sama dekhta hoon
Lagta hai chamkate chand ki tarah aye noor-e-roshan
ye chehra main tera jahan dekhta hoon....
badhti chahat milne ki tumse
 ye barish barsati jahan dekhta hoon.

*******************************************

Sath tere din raat mera lmha ye gujar jaye
tu rahehamesha sath mere jo waqt ye nikal jaye
Tu chale sang hawaon si 
to harpal mera mastana hai
gujra jo tere aashiyane se us dil ka tuhi thikana
sang rahe tera jamane me 
ar sham rahe mastani si
chahun tujhko itna hamdam 
tu rahe eri deewani si
Har lamha meri sanshon ko chahat 
rahat meri tu ban jaye
hothon pe hamesha nam mere tera hi dilbar aaye...

Kyon gaya waqt jisme the ham do sath me
sath tere hansate gate gujre mere din rat me
in bheegti palkon me fir se yaad teri aa gayi
rota raha tanha main aksar tu itna kyon rula gayi
tha waqt bhi wo waqt kya jab rahti thi tu mere paas me
aarju na thi kuchh pane ki bas thi duaa rahe mere tu sath me
Aaj itna door tu mujhse mere hamdam gaya
rah gaya yaadon ka saya tooo najane kyon badal gaya
Ab bas main hoon aur ye tanhayi hai
hoon sath tere din raat me
Aa jao mere hamsafar ab har waqt yahi fariyad me.......

****************************************************

Aur bas bhatkate-bhatkate ye sham ho gayi

***********************************************

Yun hi na katata jindagi ka ye tanha safar 
Gar koshish ye muhabbat teri bhi hoti...........

********************************************
Ye raten ye din ye mausam ye hawayen
aaj bhi waise hi hote hain .........
Bas tere bina ye sab adhure se lagte hain.

*********************************************
Aaj fir se aa gayi ye barsaat teri yaad lekar
jisme bheege the ham tujhko sath lekar
Chahat-e-dil ki meri yun dhadkane badha gayi
aur gujrati rahi ye hawayen bas teri baton ka ehsaas dekar

**********************************************
Ye barsate badal ye bahati hawayen kuchh kahati hain
ye aankhen meri teri yadon me harpal barsat hain
Rahat to hoti mere is dil ko tere paas hone se magar
kuchh majbooriyan jo tere mere darmiyaan rahti hain

**********************************************
Na meri na teri fir ye kaisi majboori thi
tu raha mere paas lekin dil se dil ki doori thi
Tu badalkar meri jindagi chal diya jaise
ye hamari kahani likhi hi adhuri thi......

********************************************

Jindagi ke chand pal chura gaya koyi
pas aakar apna ana gaya koyi
Dar lagta hai mar na jaun juda hokar
iss kadar mere dil me ghar bana gaya koyi
jindagi veeran hoti hai muhabbat ke bina
iss bat ka ehsas dila gaya koyi
jis gulshan me na khile hon kabhi chahat ke fool
uss gulshan me chaman-e-bahar khila gaya koyi
Sunta aaya tha ab tak kissa deewanon ka
Aaj 'Jeet' ko bhi deewana bana gaya koyi.

**************************************************

Koshishen hajar ki bhoolne ki tujhe
par tanha jindagi me sirf tu hi yaad aayi
Bhatkta raha teri talash me ye dil kyonki
tere jaisi koyi raas na aayi................

*************************************************

Wajah to bahut hain tujhe bhool jane ki
magar is dil ko tasalli dene ke liye
tujhe na bhoolne ki sirf ek wajah kafi hai...........PYAR

***********************************************
Gujro kabhi mere dil ke ashiyane se
mahkati in hawaon ki tarah
Faila do tum apni julfen mujhpar
 machalti in fizaon ki tarah
Bin tere mujko aye hamdam suni-suni si sham lage hai
Yad mujhe aur kuchh na aaye 
pyara ik bas tera nam lage hai
Barsat badal kuchh karen ishara is dil me dhadkati sanson ki tarah
Aa jao bas paas mere tum bheegi-bheegi raton ki tarah......

************************************************
In akhiyon me khwab hain aur khwabon me tu hai
maanta hai dil mera bas tu hi tu har kahi hai
Dekhta hoon jo khwab har roj teri yaad me
tu hi to unka savera hai
Tu hi ek wajud hai meri jindagi ka mere hamsafar
Warna meri is jindagime sirf aur sirf andhera hai.

***********************************************
 Tu nahi bas teri yaaden hain is dil me
jo tumse na kar saka wo bate hain is dil me
Hasrat hai ki tera saath ho sathiya
to duniya ki har khushi ho is dil me
lekin karni hain jo tum se 
wo waki kuchhh fariyaden hain is dil me

********************************************
Bahut satati hai teri yaad mujhe
Kaash teri tarah ye bhi mujhe bhool jati............

*******************************************

Mujhe gar pata hota taqleef itni hogi door rahkar tumse
to main tujhse najraen milane ki kabhi jurrat na karta..........

********************************************
Nam-e-muhabbat jahan dekhta hoon
khwabon me tujhko wahan dekhta hoon
Lagti hai tu fir tamanna samandar si 
lahren main uthati jahan dekhta hoon
Hawaon me bahti ehsaas hai tera
fizayen mahkati jahan dekhta hoon..
Chukar o gujra is dil ko mere 
wo bahkata huaa sama dekhta hoon
Lagta hai chamkate chand ki tarah aye noor-e-roshan
ye chehra main tera jahan dekhta hoon....
badhti chahat milne ki tumse
 ye barish barsati jahan dekhta hoon.

*******************************************

Sath tere din raat mera lmha ye gujar jaye
tu rahehamesha sath mere jo waqt ye nikal jaye
Tu chale sang hawaon si 
to harpal mera mastana hai
gujra jo tere aashiyane se us dil ka tuhi thikana
sang rahe tera jamane me 
ar sham rahe mastani si
chahun tujhko itna hamdam 
tu rahe eri deewani si
Har lamha meri sanshon ko chahat 
rahat meri tu ban jaye
hothon pe hamesha nam mere tera hi dilbar aaye...

**********************************************
Kyon gaya waqt jisme the ham do sath me
sath tere hansate gate gujre mere din rat me
in bheegti palkon me fir se yaad teri aa gayi
rota raha tanha main aksar tu itna kyon rula gayi
tha waqt bhi wo waqt kya jab rahti thi tu mere paas me
aarju na thi kuchh pane ki bas thi duaa rahe mere tu sath me
Aaj itna door tu mujhse mere hamdam gaya
rah gaya yaadon ka saya tooo najane kyon badal gaya
Ab bas main hoon aur ye tanhayi hai
hoon sath tere din raat me
Aa jao mere hamsafar ab har waqt yahi fariyad me.......

********************************************************

No comments:

Post a Comment

Please comment me if you like the post.

Dil Ke Kareeb

                            **********Dil Ke Pass***********              Wo ajnabi the jo hamse ruth gaye Apne kabhi sataya nahi kart...